Description
We Are Hiring!!!
Agar ap ko b kaam ki talash hai tou fori rabta karein!
Johar Town k kareeb ek Car Wash & Detailing Company ko Workers ki Zaroorat hai.
Kaam aata ho tab b na aata ho tab b.
Kam jin ko nai aata un ko kaam sikhaya jaye ga aur sekhnay tak rahaish, khana aur jaib kharch b dia jaye ga.
Jin ko kaam ata hua unhein kam ki noiiyat k hisab se tankhua miley gi.
Kareegarh:
Dehari aur Salary dono ki sahoolat majood hai.
Rahaish aur Khaney ka mukamal intazam hai.
Helper:
18 saal se upar larko ko kuch mahino mein kaam sekha dia jata hai. Rahaish aur Khane ka mukamal intazam hai.
*ID CARD HONA LAZMI HAI*
*Location: Johar Town near PIA Road
Abhi Rabta karein*
0/3/1/0/0/6/6/1/0//0/0