Description
Meri Suzuki mehran 1990 model ki Mehran gadi hai, jo ki mukammal taiyar karvai hai. Iski halat bahut hi achhi hai aur yeh kabhi bhi accident nahi hui hai. Ismein naye tyres, naya battery, aur naya paintwork hai. Gadi ki engine aur transmission bhi mukammal taiyar hai.