Description
pta approved
condition 9/10
9/10 is waja say k is ka camera front wala 20% blur hai aur back 100% ok hai.
baki agar baat krain condion ki to wo 10/10 hai koi single scratch b ni hai camera ki price minus kr k price laga raha hun
ye 8/128 main hai
battery 5000mah aur snapdragon 865 hai. urgent sale krna hai 35000 say kam walay rabta na krain to intrested bhai rabta krain. . . .