Description
invesment kam sa kaam bi 18 lakh ki honi chaya baki maal is shop pa pura ha jis 50 lakh tak ka maal bi chaya ho ga wo bi ho ga gernal store ki wholesale ki shop ha shah faisal ma daily ki sale lakh ka upar ki ha or 25 date sa 10 tak ki sale 2 lakh ka upar ki hoti ha 20 saal puri shop ha jo ya shop chalata tha unsa ya shop ab nai sambala jha rai kyu ka wo akela hain