Description
Loader rickshaw sale k liay available hai.
2021 model hai. united 100 cc hai.
mazboot body hai.
container sheet ka new floor banwaya hai.
koi kam nai honay wala.
recently complete engine aur brake sara kam karwaya hai. . paint b krwaya hai hafta pehly.
Rod wala hai. Chain wala nai hai
Rate bohat munasib hai. .
Sale krny ki waja hai k mene kam chor dya hai
moqay pe kami hosakti (View phone number) sy nechay wally rabta na krain. . mehrbani